Skip to main content

"Sambhal Ja Insaan"

"Sambhal Ja Insaan"

Ab to sambhal jaa ae insaan...
Kuch to dar is keher se ae insaan...
Ab to apne sath dusre ka bi soch ae insaan...
Uparwale ne tujhko jo dia hai
Usme se dusre ko bi khila de ae insaan...
Ab to apne sath dusre ka bi soch ae insaan...
Kisi ki majburiyo ka faida mat utha ae insaan
Ek roti khila kr chaar tasveer mat le ae insaan...
Daan krke sab ko mat bta ae insaan...
Kisi ki majburiyo ka faida mat utha ae insaan
Ab to apne sath dusre ka bi soch ae insaan..

By 📝 Sonika Sharma📝