"aashiyana" Ek sapna tha bachpan se Jise haqiqat mein badlna tha... Ki ek aashiana ho apna bi Jisme phullo ki tarah mehknaa tha... Bachpan se ye suna thaaa... #bs do behne ho... Bhai nhi hai tabhi se ye thanaa tha... Ki kuch karke dikhana hai.... Jo shayad beta na kr pata... Wo betiyaa ho kr krna hai... Bs tbhi se ye sapna thaa Ki ek ashiana ho apna bi.... Jisme suraj ki tarah chamkna thaa.. Tinka tinka jod kr..... Kayi saalo se ikathe kie... Kouee(crow), cheel bi bahut aae... Pr hum apni baat par ade rahe... Bs itna sa sapna thaaa..... Ek ashiana ho chota sa.... Bs usme chidiya ki tarah chahkna tha... Rukawatee bi bahut aayi... Parikshae bi bahut di... Taane bi bahut sune hai.. Ehsaan bi logo ne bahut jataee hai Pr umeed kabhi haari nahi.... Manzil ki taraf chalte rahe.... Mehanat kabhi to rang laegii Bs isi umeed me hum badhte rahe... Or ek sapne ko pura karne k liye... Chup chap sb sunte gaye... Wo sukoon aj mil paya hai... Mehnat ne rang dikhaya hai... Maa paa ka bi thod...